Emiway Bantai Sath Mai Mp3 Song Lyrics

Sath Mai Emiway Bantai song

Sath Mai Song Lyrics

Emiway Bantai,

06 Jun 2021

1. Sath Mai

Total 1 Song Minute
Released on 06 Jun 2021
Music by Meme Machine
Lyrics by Emiway Bantai
Copyright © Bantai Studio

Info: Sath Mai Lyrics Mp3 song , Emiway Bantai Mp3 Lyrics Sath Mai . Sath Mai song Lyrics Sath Mai Lyrics mp3 released on 06 Jun 2021. This Song music Composed By Meme Machine. the lyrics of song Sath Mai by Emiway Bantai. Sath Mai Mp3 Song Copyright holder is Bantai Studio.

Sath Mai Song Lyrics

Kya Hai Dard Ab Main Yeh Na Jaanu
Kya Hai Dar Ab Mujhko Ni Malum
Sahi Lage Mujhe Sab Kuch Sach Mein
Tu Hai Jab Mere Sath Mai (Sath Mein)

Kya Hai Dard Ab Main Yeh Na Jaanu
Kya Hai Dar Ab Mujhko Ni Malum
Sahi Lage Mujhe Sab Kuch Sach Mein
Tu Hai Jab Mere Sath Mai (Sath Mein)

Kya Hai Dard Ab Main Yeh Na Jaanu
Kya Hai Dar Ab Mujhko Ni Malum
Sahi Lage Mujhe Sab Kuch Sach Mein
Tu Hai Jab Mere Sath Mai (Sath Mein)

Door Nahi Jaana Chahta Tere Se
Leke Jana Chahta Baat Sidha Phere Pe
Hum Samundar Se Gehre The
Tsunami Wali Wave Pe Hum Tairey The

Shawty Kar Call Jo Tu Pyasi
(Ring Ring Ring)
Tu Hai Meri Queen Na Koyi Daasi
Tere Chehre Pe Na Aane Doon Udaasi
Fikkar Na Karna Tu Zara Bhi

Jo Bhi Fikar Tera Chhod Mere Pe
Kuch Bhi Ni Aane Dunga Main Ab Tere Pe
Jo Bhi Dil Mein Hai Woh Hai Chehre Pe
Kuch Bhi Ni Aane Dunga Main Ab Tere Pe

Shawty Vibe Tera Tu Hai Fattey Class
Fail Hua Pyaar Mein Ab Hona Mujhe Pass
Chhupa Ke Nahi Rakhunga Kuch Nahi Rahega Raaz
Door Nahi Jana Mujhe Rehna Tere Paas

Kya Hai Dard Ab Main Yeh Na Jaanu
Kya Hai Dar Ab Mujhko Ni Malum
Sahi Lage Mujhe Sab Kuch Sach Mein
Tu Hai Jab Mere Sath Mai (Sath Mein)

Kya Hai Dard Ab Main Yeh Na Jaanu
Kya Hai Dar Ab Mujhko Ni Malum
Sahi Lage Mujhe Sab Kuch Sach Mein
Tu Hai Jab Mere Sath Mai (Sath Mein)

Kharabi Hai Mujhme Haan Tujhme Nahi
Sharabi Hoon Thoda Par Bujdil Nahi
Mushqil Yahi Tu Milti Nahi
Aa Leke Chalu Tujhe Door Ab Kahin

Tere Bina Dil Yeh Lagta Nahi
Tu Bole Galat Toh Bhi Lagta Sahi
Main Karta Yaqeen Na Karta Main Lean
Full Focus Hai Tujhpe Ab Karta Afeem

Tu Meri Afeem Hai
Tere Hi Toh Baare Mein Karta Tha Dream Main
Hoon Itne Kareeb Main
Kash Tere Sath Tere Sath Main Badheer Main

Going A Little Crazy Baby Tu Hai Different Lady
I Just Spend My Life Baby Tere Sath Mein
Tu Nahi Rehti Sath Toh Phir Alag Hoti Baat
Studio Mein Locked Up Sirf Tere Yaad Mein

Kya Hai Dard Ab Main Yeh Na Jaanu
Kya Hai Dar Ab Mujhko Ni Malum
Sahi Lage Mujhe Sab Kuch Sach Mein
Tu Hai Jab Mere Sath Mai (Sath Mein!)

Kya Hai Dard Ab Main Yeh Na Jaanu
Kya Hai Dar Ab Mujhko Ni Malum
Sahi Lage Mujhe Sab Kuch Sach Mein
Tu Hai Jab Mere Sath Mai Sath Mein

Top Mp3 Songs by Emiway Bantai